साफ नीयत, सही विकास

" Saaf Niyat Sahi Vikas - 48 Months of Transforming India"

बिहार रिजल्ट पर विश्वास नहीं हो रहा

Monday, November 9, 2015

Namaskar...asha hai aap thik honge.. halanki mera man udaas hai.. Bihar result par vishwaas nahi ho raha phir bhi yahi saty hai..main bihar ke janadesh ka samman karta hun.. bihar ki tarakki ho yahi shubheksha hai.. Nitish ji - Lalu ji sahit mahagathbandhan ko badhayeeyan...
lalu ji nitish ji soniya ji jeet gaye..

hamne imandari se apna pura prayas kiya.. hamare dwara prachar kiye 146 seat me 49 seat hi jeet paaye..

phir bhi jin jin 35 % logon ne BJP + ko vote diya unko hriday se shukriya... apka manoj tiwari